Chekhush nazaare
Chekhush nazaare
Chekhush nazaare
Chekhush nazaare ke khud pukaare
Hai yaar ki manzil
Chekhush nazaare
Chekhush nazaare ke khud pukaare
Hai yaar ki manzil
Gulo ki vaadi sabaa ki basti gali bahaaro ki
Gulo ki vaadi sabaa ki basti gali bahaaro ki
Nigaah ko thi talaash kab se inhi nazaaro ki
Ki bekhudi me nikal pada hai uthaa ke saaz-e-dil
Chekhush nazaare
Chekhush nazaare ke khud pukaare
Hai yaar ki manzil
Chekhush nazaare
Chekhush nazaare ke khud pukaare
Hai yaar ki manzil
Ye vo mahal hai har ke daricha hai aasmaan jiska
Ye vo mahal hai har ke daricha hai aasmaan jiska
Hai apne sar se kuch bulandi pe aastaa jiska
Ye vo hai chilman ki jiske pichhe hai vo hasi kaatil
Chekhush nazaare
Chekhush nazaare ke khud pukaare
Hai yaar ki manzil
Chekhush nazaare
Chekhush nazaare ke khud pukaare
Hai yaar ki manzil
| Movie | Pyar Ka Mausam |
| Singer | Mohammed Rafi |
| Director | Nasir Hussain |
| Music Composer | R D Burman |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Shashi Kapoor, Asha Parekh, Nirupa Roy, Tahir Hussain, Bharat Bhushan, Rajendra Nath, Iftekhar, Asit Sen |

