Char Din Ka Safar Lyrics | Zaalim | Vinod Rathod, Suresh Wadkar, Kavita Krishnamurthy | Anu Malik

Char Din Ka Safar Lyrics | Zaalim | Vinod Rathod, Suresh Wadkar, Kavita Krishnamurthy | Anu Malik

Jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi
Jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi
Har kadam par naya imtiha hai
Chaar din kaa safar ye jaha hai
Muskura le bahut kam sama hai
Jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi
Har kadam par naya imtiha hai
Chaar din kaa safar ye jaha hai
Muskura le bahut kam sama hai
Jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi
Har kadam par naya imtiha hai
Chaar din kaa safar ye jaha hai

Haath mein jo pal hai tere hans kar ise tu bita le
Aane wala pal naa jane kya khel sabko dikhayega
Haath mein jo pal hai tere hans kar ise tu bita le
Waqt ke saamne aadmi kuchh nahi
Waqt ke saamne aadmi kuchh nahi
Waqt ke saamne aadmi kuchh nahi
Aadmi pal bhar ki dasta hai
Chaar din kaa safar ye jaha hai
Muskura le bahut kam sama hai
Jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi
Har kadam par naya imtiha hai

Kah ke gaye hai sant syane ye jag hai rain basera
Maalik sabka ek wahi hai pagle naa kar tera mera
Kah ke gaye hai sant syane ye jag hai rain basera
Leke aaya tha kya leke jaayega kya
Leke aaya tha kya leke jaayega kya
Leke aaya tha kya leke jaayenga kya
Sabki manjil to aakhir waha hai
Chaar din kaa safar ye jaha hai
Muskura le bahut kam sama hai
Jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi
Har kadam par naya imtiha hai

MovieZaalim
SingerVinod Rathod, Suresh Wadkar, Kavita Krishnamurthy
DirectorSikander Bharti
Music ComposerAnu Malik
LyricistSikander Bharti
Star CastAkshay Kumar, Madhoo, Sheeba, Vishnu Vardhan, Mohan Joshi, Shiva, Alok Nath, Arun Bakshi, Sabeeha, Navneet Nishan, Rakesh Bedi, Tiku Talsania, Padma Rani, Nalini, Javed Khan, Sunil Dhawan, Mac Mohan, Avtar Gill

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *