Chand Mera Dil Chandni Ho Lyrics | Hum Kisi Se Kam Nahin (1977) | Mohammad Rafi

Chaand mera dil chaandni ho tum
Chaand se hai door chaandni kahaan
Laut ke aana hai yahin tumko
Jaa rahe ho tum jaao meri jaan

Waise to har kadam milenge log sanam
Milega saccha pyaar mushkil se
Ho dil ki dosti khel nahin koyi
Dil se dil hai milta yaar mushkil se
Yehi to hai sanam pyaar ka thikana
Main hoon (3)

Chaand mera dil chaandni ho tum
Chaand se hai door chaandni kahaan
Laut ke aana hai yahin tumko
Jaa rahe ho tum jaao meri jaan
Jaao meri jaan, jaao meri

MovieHum Kisi Se Kam Nahin (1977)
SingerMohammad Rafi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *