Is duniya ki reet yahi hain
Jo rukta hain mit jata hain
Is duniya ki reet yahi hain
Jo rukta hain mit jata hain
Chalne ko jo manzil mane
Thik wahi manzil pata hain
Duniya ke tera kam aayega tere kal
Ye to jeevan chakkar hain
Ye to jeevan chakkar hain
Ho ye to jeevan chakkar hain.
| Movie | Prem Pratigyaa |
| Singer | Bappi Lahiri |
| Director | Bapu |
| Music Composer | Bappi Lahiri |
| Lyricist | Indeevar (Shyamalal Babu Rai) |
| Star Cast | Mithun Chakraborty, Madhuri Dixit, Vinod Mehra |
| Label | T-Series |

