Chal Wahan Jaate Hain Lyrics | Chal Wahan Jaate Hain | Arijit Singh | Amaal Mallik

Aasmaan ke paare ek jahaan hain kahin
Jhoot sach ka wahan kayada hi nahin
Roshni mein wahan ki alag noor hain
Saaye jissmon se aage jaahan jaate hain
(Chal wahan jaate hain chal wahan jaate hain
Pyaar karane chalo hum wahan jaate hain) – 2

Sine se tum mere aake lagg jaaona
Darr te ho kyun jara pass to aao naa
Sine se tum mere aake lagg jaaona
Darr te ho kyun jara pass to aao naa
Dhun meri dhadkano ki suno..
(Chal wahan jaate hain chal wahan jaate hain
Pyaar karane chalo hum wahan jaate hain) – 2

Jaante hain …. chal jaante hain

Koi subah wahan raat se naa mile
Udake wahan chalo aao tum hum chale
Koi subah wahan raat se naa mile
Udake wahan chalo aao tum hum chale
Pankh laaya hoon mein udd chalo..
(Chal wahan jaate hain chal wahan jaate hain
Pyaar karane chalo hum wahan jaate hain) – 2

MovieChal Wahan Jaate Hain
SingerArijit Singh
Music ComposerAmaal Mallik
LyricistRashmi Virag

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *