Chal Mere Bhai (Remix) Lyrics | Chal Mere Bhai | Dominique Cerejo, Leslie Lewis, Shankar Mahadevan | Anand-Milind

Chal mere bhai chal chal, chal chal – (2)
Chal mere bhai chal mere bhai – (3)
Ho chal mere bhai, chal mere bhai

Traffic jam hai aa jaa nikal jaye paidal
Chal mere bhai, chal mere bhai
Ho ho ho chal mere bhai, chal mere bhai

Dekh bhai dekh rahee ladkee solah sal kee
Apun kee jodee bhee lagrelee kamal kee
(Umar aur kad me hu mai tujhse bada
Jo mai kehta hu too man ja) – (2)
Han (thodee shararat karta hai, par too mujhse darta hai -2)
Sang tere mai nachu bin ghunghru bin payal

Chal mere bhai chal mere bhai, hey hey hey chal mere bhai chal mere bhai
Chal mere bhai aa aa, chal mere bhai chal chal chal mere bhai
Aa aa chal mere bhai
Chal chal chal mere bhai, aa aa chal mere bhai

O sorry brother kya karu bhai, dil hai machal hee jata hai
Too kahe toh luta du mai tujhpe yeh jan, aisa bhai milega kaha
Hey hey too kahe toh luta du mai tujhpe yeh jan, aisa bhai milega kaha
Hey too mera bhai mera yar, tere liye hai dil me pyar
Too mera bhai mera yar, tere liye hai dil me pyar
Tera hee sapna hai meree aankho me pal pal

Chal mere bhai chal mere bhai, oh chal mere bhai chal mere bhai
Chal mere bhai chal mere bhai, ho ho ho chal mere bhai chal mere bhai
Traffic jam hai aa jaa nikal jaye paidal, chal mere bhai chal mere bhai
Ho ho ho chal mere bhai chal mere bhai
Chal mere bhai chal mere chal mere – (2)
Chal mere bhai chal chal, chal chal, chal

MovieChal Mere Bhai
SingerDominique Cerejo, Leslie Lewis, Shankar Mahadevan
Music ComposerAnand-Milind

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *