Bol beliya
Bol beliya
Bol beliya
Bol beliya
Bol beliya
Bol beliya
Aaj gali se bol beliya
Bol beliya
Jab wo guzre bol beliya
Bol beliya
Darwaaze par bol beliya
Bol beliya
Diya jalaa ke
Darwaze khol ke rakhna koi laut aaye to
Ho rasta bhul na jaaye koi laut aaye to
Sari sari raate jagna bol beliya
Bol beliya
Galiyaa roshan rakhna bol beliya
Bol beliya
Ho aanewala laut na jaaye
Aa ha aaj gali se bol beliya
Bol beliya
Jab tum guzre bol beliya
Bol beliya
Deeye ne dekha bol beliya
Bol beliya
Aankh jhapak ke
Sadiya taap ke koi ab ghar aaya hai
Ankhiya suj gayi hai jee bhar aaya hai
Sari sari raate jagna bol beliya
Bol beliya
Galiya roshan rakhna bol beliya
Bol beliya
Ho aanewala laut na jaaye bol beliya
Bol beliya
Ho laut ke aa ke shiqayat na rahe
Bewafaai ki rivaayat na rahe
Laut ke aa
Laut ke aa
O aazma le ki shikayat na rahe
Aa ke jaane ki rivaayat na rahe
Aazma le
Aazma le
Arrey aate aate aate aate mud ke na takna
Ae jaate jaate jaate jaate ruk ke na takna
Ho aaj gali se bol beliya
Bol beliya
Jab woh guzre bol beliya
Bol beliya
Ho ho darwaze par bol beliya
Bol beliya
Diya jala ke bol beliya
Bol beliya
Darwaze khol ke rakhna koi laut aaye to
Rasta bhool na jaayein koi laut aaye to
Sari sari raate jagna bol beliya
Bol beliya
Galiyaa roshan rakhna bol beliya
Bol beliya
Aanewala laut na jaaye
| Movie | Kill Dil |
| Singer | Shankar Mahadevan, Siddharth Mahadevan, Sunidhi Chauhan |
| Director | Shaad Ali |
| Music Composer | Shankar Ehsaan Loy |
| Lyricist | Gulzar |
| Star Cast | Ranveer Singh, Ali Zafar, Parineeti Chopra, Govinda, Sukhwinder Singh, Rocky Verma |

