Bebaak Main Chala Lyrics | Filmistaan | Nikhil D | Arijit Datta

Bebaak Main Chala Lyrics | Filmistaan | Nikhil D | Arijit Datta

Bebaak mai chala azaad man chala
Mujhe chalne do yun jeene ko kya
Thodi dhoop ho chaav ho zara si par khuli

Bebaak mai chala azaad man chala
Mujhe chalne do yun bandhoge bhi kaise tum bhala
Badalo se aati na roshni

Mujhe chalna hai udna hai
Behna hai jeena hai
Na bedakhal junoon

Manzilo ka hai shor
Chup rasta rasta rasta
Dor nahi
Kat ke kho jaana kho jana
Kho jana hai

Mere liye man khuda hai
Aur man maulana hai
Kabhi malang aur kabhi thoda yeh maulana hai
Jana mujhe hai waha
Mile zameen aasma se jahan
Hasna barasna
Mudke na takna
Lamho ki tarah

Bebaak mai chala azaad man chala
Mujhe chalne do yun jeene ko kya
Thodi dhoop ho chaav ho zara si par khuli

Bebaak mai chala
Azaad man chala
Mujhe chalne do
Yun bandhoge bhi kaise tum bhala
Badalo se aati na roshni
Mujhe chalna hai udna hai
Behna hai jeena hai
Na bedakhal junoon

MovieFilmistaan
SingerNikhil D
DirectorNitin Kakkar
Music ComposerArijit Datta
LyricistRavinder Randhawa
Star CastSharib Hashmi, Innamulhaq, Kumud Mishra, Gopal Datt, Saroj Sharma, Sanjay Mehta 1, Ravi Bhushan, Waseem Khan, Tushar Jha, Manoj Bakshi, Sagnik Chakrabarty, Habib Aazmi, Kavita Thapliyal, Punit Nijhawan, Neela Gokhale

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *