Bikhar Gayi Aasha Ki Badri Bikhar Gayi Lyrics | Samaaj Ko Badal Dalo | Khemchand Prakash

Bikhar Gayi Aasha Ki Badri Bikhar Gayi Lyrics | Samaaj Ko Badal Dalo | Khemchand Prakash

Bikhar gayi bikhar gayi
Aasha ki badli bikhar gayi
Aasha ki badli bikhar gayi
Ghor nirasha chhai ho rama
Ghor nirasha chhai ho rama
Aasha ki badli bikhar gayi
Aasha ki badli bikhar gayi

Beet gayo sawan bin barse
Beet gayo sawan bin barse
Badho ne agan lagai ho rama
Badho ne agan lagai ho rama
Aasha ki badli bikhar gayi
Aasha ki badli bikhar gayi

Barkha tore char din
Jhuthi tohri aas
Kaise ye naina bhare
Do barse do rumal
Badho ne agan lagai ho rama
Badho ne agan lagai ho rama
Aasha ki badli bikhar gayi
Aasha ki badli bikhar gayi

MovieSamaaj Ko Badal Dalo
DirectorVijay Bhatt
Music ComposerKhemchand Prakash
LyricistRoopdas
Star CastArun, Mridula, Yaqub, Umakant, V Shantaram, Bikram Kapoor, Leela Pawar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *