Kabhi aayato mein padha tujhe
Kabhi harf harf likha tujhe – 2
Kabhi dil se tujhko pukaar ke
Koyi sher apna koyi suna diya
Bhula diya
Bhula diya
Tere ishq mein khud ko bhula diya – 2
Yeh ajeeb ishq ke khel hai
Jahaan lajjaton mein kami nahi – 2
Kabhi maine tujhko hasa diya – 2
Kabhi tune mujhko rula diya
Bhula diya
Bhula diya
Tere ishq mein khud ko bhula diya – 2
Bekhudi mein maza aa raha hai bada
(dil tabaah hai to kya – 2)
Teri raah se jo nikal gaye
Woh deewaane banke machal gaye – 2
Kabhi humne ki teri arzoo – 2
Toh bata de yeh kya gunaah kiya
Bhula diya
Bhula diya
Tere ishq mein khud ko bhula diya – 2
Kabhi aayato mein padha tujhe
Kabhi harf harf likha tujhe – 2
Kabhi dil se tujhko pukar ke
Koyi sher apna koyi suna diya
Bhula diya
Bhula diya
Tere ishq mein khud ko bhula diya – 2
| Movie | Dus Kahaniyaan |
| Singer | Anand Raj Anand |
| Director | Apoorva Lakhia, Hansal Mehta, Jasmeet Dhodi, Meghna Gulzar, Rohit Roy, Sanjay Gupta |
| Music Composer | Anand Raj Anand |
| Lyricist | Ibrahim Ashq |
| Star Cast | Sanjay Dutt, Suniel Shetty, Neha Uberoi, Dino Morea, Arbaaz Khan, Anoop Soni, Amrita Singh, Aftab Shivdasani, Mandira Bedi, Masumeh Makhija, Manoj Bajpai, Sudhanshu Pandey, Natassha, Minissha Lamba, Nana Patekar, Neha Dhupia, Apoorva Lakhia, Rohit Roy, An |

