Bhang Ne Rang Jamaya Lyrics | Paap Ki Aandhi | Amit Kumar | Laxmikant Pyarelal

Bhang Ne Rang Jamaya Lyrics | Paap Ki Aandhi | Amit Kumar | Laxmikant Pyarelal

Bhang jamaye rang
Rang jamaye bhang
Bhang jamaye rang
Rang jamaye bhang
Bhang ne rang jamaya
Peete sang samjh me aaya
Bhang ne rang jamaya
Peete sang samjh me aaya
Mai kaisa ban gaya
Mai waisa ban gaya
Mai kaisa ban gaya
Mai waisa ban gaya
Jaisa is dunia ne banaya
Ho bhang ne rang jamaya
Peete sang samjh me aaya
Bhang ne rang jamaya
Peete sang samjh me aaya

Pahle hi ragde me dekh tamasha pyare
Pahle hi ragde me dekh tamasha pyare
Sar pe rakh ke paav
Bhaag gaye gam sare
Bhaag gaye gam sare
Bhul gaya mai sab kuch
Apna naam bhi yaad na aaya
Bhang ne rang jamaya
Peete sang samjh me aaya
Bhang ne rang jamaya
Peete sang samjh me aaya

Dharti uth gayi upar
Ambar gir gaya niche
Dharti uth gayi upar
Ambar gir gaya niche
Sidha swag me pahuncha
Apni ankhiya miche
Apni ankhiya miche
Mai pariyo ke desh se
Lekin wapas kaise aaya
Bhang ne rang jamaya
Peete sang samjh me aaya
Bhang ne rang jamaya
Peete sang samjh me aaya

Maine thodi pee kar
Tisri aankh jo kholi
Maine thodi pee kar
Tisri aankh jo kholi
Mang le jo tu chahe
Ye dunia mujhse boli
Dunia mujhse boli
Thik se mujhko yaad nahi
Maine kya farmaya
Bhang ne rang jamaya
Peete sang samjh me aaya
Bhang ne rang jamaya
Peete sang samjh me aaya
Mai kaisa ban gaya
Mai waisa ban gaya
Mai kaisa ban gaya
Mai waisa ban gaya
Jaisa is dunia ne banaya
Ho bhang ne rang jamaya
Peete sang samjh me aaya
Bhang ne rang jamaya
Peete sang samjh me aaya

MoviePaap Ki Aandhi
SingerAmit Kumar
DirectorMehul Kumar
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastDharmendra, Aditya, Amrita Singh, Farha, Shakti Kapoor, Kiran Kumar, Raza Murad, Anjana Mumtaz, Beena, Raj Kiran, Puneet Issar, Coca Cola, Sudhir Dalvi, Dinesh Hingoo, Bharat Kapoor, Satyen Kappu, Shashi Kiran, Mac Mohan, Jagdeesh Raj, Gurbachan, Sudhir

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *