Bhagwan pyare
Bhagwan pyare
Apne bhagat ki laaj bachana re
Aaj apne bhagat ki laaj bachana re
Ho meraa kinaare jahaaj lagana re
Bhagwan pyare
Jai ram krishan jay hari hari
Hari hari
Jai ram krishan jay hari hari
Hari hari
Karne chali hai do rangi duniya
Aaj kasauti meri
Mere bahane asal me ho rahi
Prabhu pariksha teri
Prabhu pariksha teri
Ho kapti duniya pe gaaj girana re
Bhagwan pyare
Jai ram krishan jay hari hari
Hari hari
Jai ram krishan jay hari hari
Hari hari
Tere bharose daaw lagaya
Kheli maine baji
Apne daas pe kirpa karna
Mat rakhna naraji
Mat rakhna naraji
Ho apna pyar na aaj bhulana re
Bhagwan pyare
Apne bhagat ki laaj bachana re
Aaj apne bhagat ki laaj bachana re
Bhagwan pyare
Jai ram krishan jay hari hari
Hari hari
Jai ram krishan jay hari hari
Hari hari
| Movie | Kisan Aur Bhagwan |
| Singer | Mohammed Rafi |
| Director | Chandra Kant |
| Music Composer | Prem Dhawan |
| Lyricist | Kavi Pradeep |
| Star Cast | Dara Singh Randhawa, Yogita Bali, Feroz Khan, Abhi Bhattacharya, Jayashree Gadkar |

