Bhagwan Jo Tera Bhi Bhagwan Lyrics  | Thes | Bharat Bhushan, Shashikala | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Snehal Bhatkar

Bhagwan Jo Tera Bhi Bhagwan Lyrics | Thes | Bharat Bhushan, Shashikala | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Snehal Bhatkar

Bhagwan jo
Tera bhi bhagwan koi hota
Bhagwan jo
Tera bhi bhagwan koi hota

Hum dekhte phir
Ku kar aaram se tu sota
Aaram se tu sota
Bhagwan jo tera bhi
Bhagwan koi hota

Dil thame hue tera
Har aah ke aachal ko
Har aah ke aachal ko
Armano ke mele mein
Bacho ki tarah sota
Bacho ki tarah sota
Bhagwan jo
Tera bhi bhagwan koi hota

Kya jane maza dard ka
Bedard bhala tu
Bedard bhala tu
Dil hota tere pas to
Phir dard bhi hota
Phir dard bhi hota
Bhagwan jo tera bhi
Bhagwan koi hota
Hum dekhte phir
Ku kar aaram se tu sota
Aaram se tu sota
Bhagwan jo tera bhi
Bhagwan koi hota.

MovieThes
SingerMukesh Chand Mathur (Mukesh)
DirectorKidar Sharma
Music ComposerSnehal Bhatkar
LyricistKidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Star CastBharat Bhushan, Shashikala, Gyani, Maruti, Kamal Mehra
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *