Bhagwan Ek Kasur Ki Lyrics  | Gehra Daag | Rajendra Kumar, Mala Sinha | Mohammed Rafi | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Bhagwan Ek Kasur Ki Lyrics | Gehra Daag | Rajendra Kumar, Mala Sinha | Mohammed Rafi | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Zulm ke tir chale kuch ese
Loot gaya dil ka baag
Duniya ne wo zakhm diya
Jo ban gaya gehara daag

Bhagwan ek kasur
Ki itani badi saja
Duniya teri yahi hai
Toh duniya se mai chala
Bhagwan ek kasur
Ki itani badi saja
Duniya teri yahi hai
Toh duniya se mai chala

Duniya ke jalimo ne
Chalayi woh aandhiya
Duniya ke jalimo ne
Chalayi woh aandhiya
Chalayi woh aandhiya
Sare chirag bujh
Gaye mai dekhata raha
Duniya teri yahi hai
Toh duniya se mai chala
Bhagwan ek kasur
Ki itani badi saja
Duniya teri yahi hai
Toh duniya se mai chala

Mujh sa badnasib
Naa ho koi jahan me
Mujh sa badnasib
Naa ho koi jahan me
Koi jahan me
Jo bhi mila usine
Gunahagar hi kaha
Duniya teri yahi hai
Toh duniya se mai chala
Bhagwan ek kasur
Ki itani badi saja
Duniya teri yahi hai
Toh duniya se mai chala.

MovieGehra Daag
SingerMohammed Rafi
DirectorO.P. Ralhan
Music ComposerRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistShakeel Badayuni
Star CastRajendra Kumar, Mala Sinha, Ratan Mala, Usha Kiran, Madan Puri, Mumtaz
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *