Bezuban raat hai, tanhaaiya bhi sath hai

Ashk kyu na bahe itni si bas fariyad hai

Karwate yun hi hum badla kare khayalo me
Aahte unki na sunaayi de hawaao me
Dard toh yaad ki
Dard toh yaad ki saugat hai
Bezuban raat hai, tanhaaiya bhi sath hai
Bepanah ishk ki majburiya hai khamiya
Bewajah badhne di nazdikiya, madhoshiya
Kashmakash mein mere
Kashmakash mein mere jazbat hai
Bezuban raat hai, tanhaaiya bhi sath hai
Bezuban raat hai, tanhaaiya bhi sath hai
Ashk kyu na bahe itni si bas fariyad hai
Bezuban raat hai.
| Movie | Bezubaan Raat Hai |
| Singer | Radhika Nanday |
| Music Composer | Khalil Abhyankar |
| Lyricist | Khalil Abhyankar |
| Star Cast | Radhika Nanday |
| Label | Universal Music India |