Barah Baje Ki Suiyo Jaise Lyrics  | Jhoota Kahin Ka | Rishi Kapoor, Neetu Singh | Asha Bhosle, Kishore Kumar | Rahul Dev Burman

Barah Baje Ki Suiyo Jaise Lyrics | Jhoota Kahin Ka | Rishi Kapoor, Neetu Singh | Asha Bhosle, Kishore Kumar | Rahul Dev Burman

Tin char panch chhah saat aath nau
Das gyarah barah ho ho ho ho ho
Barah baje ki suiyo jaise
Hum dono mil jaye
Barah baje ki suiyo jaise
Hum dono mil jaye
Dekh ke hamko duniya vale
Jalte hain jal jaye
Ha barah baje ki suyiyo jaise
Hum dono mil jaye
Barah baje ki suiyo jaise
Hum dono mil jaye
Dekh ke hamko duniya vale
Jalte hain jal jaye
Barah baje ki suyiyo jaise
Hum dono mil jaye

Ham hain divane phir kaisa dar
Masti me kateinge pyar ka safar
Ham hain divane phir kaisa dar
Masti me kateinge pyar ka safar
Mel dilo ka jurm nahi,
Ho jaye chahe sabko khabar
Ham na honge juda, kar liya faisla
Ho o o barah baje ki suiyo
Jaise hum dono mil jaye
Dekh ke hamko duniya vale
Jalte hain jal jaye
Barah baje ki suyiyo
Jaise hum dono mil jaye

Teri meri jodi hai itani hasin
Lag jaye na buri najar kahi
Teri meri jodi hai itani hasin
Lag jaye na buri najar kahi
Ek pal tere bin jaise ek din,
Abb toh akele raha jata nahi
Muskurate rahe, yu hi gate rahe
Ho ho ho barah baje ki suyiyo
Jaise hum dono mil jaye
Dekh ke hamko duniya vale
Jalte hain jal jaye
Barah baje ki suyiyo jaise,
Hum dono mil jaye.

MovieJhoota Kahin Ka
SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar
DirectorRavi Tandon
Music ComposerRahul Dev Burman
LyricistGulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Star CastRishi Kapoor, Neetu Singh
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *