Bansuriya Bole Madhur Ras Ghole Kya Bole Kya Bole Lyrics | Insaaniyat | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Chitalkar Ramchandra

Bansuriya Bole Madhur Ras Ghole Kya Bole Kya Bole Lyrics | Insaaniyat | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Chitalkar Ramchandra

Bansuriya bole madhur ras ghole
Kya bole kya bole dhun sun ke tan man dole
Bansuriya bole madhur ras ghole
Kya bole kya bole dhun sun ke tan man dole

Bansi ki dhun me kanha pukare
Bansi ki dhun me kanha pukare
Samjhe na bholi radha ishare
Samjhe na bholi radha ishare
Bansi ki tan hai man ka sandesha
Mil gayi lo radha jamuna kinare
Bansuriya bole madhur ras ghole
Kya bole kya bole dhun sun ke tan man dole

Jamuna kinare muskil hai jana
Jamuna kinare muskil hai jana
Deti hai sakhiya mohan ko tana
Deti hai sakhiya mohan ko tana
So jaye jab meri sab nanadiya
Tu bhi sawirya meri gali aana
Bansuriya bole madhur ras ghole
Kya bole kya bole dhun sun ke tan man dole

MovieInsaaniyat
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
DirectorS S Vasan
Music ComposerChitalkar Ramchandra
LyricistRajinder Krishan
Star CastDilip Kumar, Dev Anand, Jayant, Bina Roy, Agha, Vijayalaxmi, Shobhna Samarth, Jairaj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *