Banke Piya Kho Ha Dagabaz Ho Banke Piya Lyrics | Burma Road | Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar | Chitragupt

Banke Piya Kho Ha Dagabaz Ho Banke Piya Lyrics | Burma Road | Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar | Chitragupt

Dagabaz ho baake piya kaho ha dagabaj ho
Baake piya kaho ha dagabaj ho
O baake piya kaho ha kaho ha
Kaho ha dagabaz ho
Baake piya kaho ha dagabaj ho

Nirmohi kahat are iss dil me
Ho ho ho nirmohi kahat are iss dil me gaye gale thamo re
Nirmohi kahat are iss dil me
Koi chor chupa hai tumare man me
Koi paap na tumse ho
Koi chor chupa hai tumare man me
Khade ho chup chup kyu
Jubaa huyi ghup chup kyu
Abhi jara balam saiya kuch to bolo na
Dagabaz ho baake piya kaho ha dagabaj ho
Baake piya kaho ha dagabaj ho
O baake piya kaho ha kaho ha
Kaho ha bagabaz ho
Baake piya kaho ha dagabaj ho

Meri laal chunar piya teri marji
Mai huyi teri banwariya
Meri laal chunar piya teri marji
O sun to janam ke bedardi
Are kya mai karu sanwariya
O sun to janam ke bedardi
Gore ho ya kale ho tum hame pyare ho
Hame nahi de do saiya kudh ko de do na
Dagabaz ho baake piya kaho ha dagabaj ho
Baake piya kaho ha dagabaj ho

MovieBurma Road
SingerLata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
DirectorTara Harish
Music ComposerChitragupt
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastBupet Raja, Ashok Kumar, Shaikh Mukhtar, Kumkum, Vijay Choudhary, Moti Sagar, Mohan Choti, Uma Dutt, Murad, Satish, Jeevan Kala, Ajit, Prem Sagar, Rajan Haksar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *