Ban Ke Panchhi Gaye Pyaar Ka Tarana Lyrics | Anari – 1959 | Lata Mangeshkar | Shankar-Jaikishan

(Ban ke panchhi gaye pyaar ka tarana – 2
Mil jaye agar aaj koi sathi mastana – 2
To jhoome ye dharti aur jhoome aasman) – (2)

(Aayi hasino ki toliya
Aa ha ha) – (2)
Bole piya milan ki boliya
(Manzil pe aaye koi naina milaye koi
Bhar de ye ulfat ki jholiya) – (2)
Ban ke panchhi gaye pyaar ka tarana – 2
Mil jaye agar aaj koi sathi mastana – 2
To jhoome ye dharti aur jhoome aasman

(Kheto pe chhayi jawaniya
Aa ha ha) – (2)
Patto pe likhi kahaniya
(Phulo ki daal jaise rangin rumal
Koi de de hame bhi nishaniya) – (2)
Ban ke panchhi gaye pyaar ka tarana – 2
Mil jaye agar aaj koi sathi mastana – 2
To jhoome ye dharti aur jhoome aasman

MovieAnari - 1959
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerShankar-Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *