Baithe Baithe Aaj Aayi Lyrics | Patita (1980) | Lata Mangeshkar | Bappi Lahiri

(Baithe baithe aaj aayi mere man me
Ban jau mai ghata ud jau gagan me) – (2)
Ud jau gagan me
Baithe baithe aaj aayi mere man me
Ban jau mai ghata ud jau gagan me
Ud jau gagan me – 4

(Kabhi khelu mai phulo se
Kabhi sawan ke jhulo se) – (2)
Dali dali pe mai lahrau
Baithe baithe aaj aayi mere man me
Ban jau mai hawa kho jau chaman me
Kho jau chaman me
Ud jau gagan me – 2

(Ye jo subah naweli hai
Raina ki saheli hai) – (2)
Dono has ke gale mil rahe
Baithe baithe aaj aayi mere man me
Ban jau mai sha is madhur milan me
Is madhur milan me
Ud jau gagan me – 2

(Phul sare nahi khilte
Chand sabko nahi milte) – (2)
Dhundhu mai kaha fir ujala
Baithe baithe aaj aayi mere man me
Ban jaumai diya jal jau agan me
Jal jau agan me
Ud jau gagan me – 4

MoviePatita (1980)
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistAnand Bakshi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *