Na na na
Na na na
Na na na
Na na na
O baagon mein bahaar hai
Hai
Kaliyon pe nikhaar hai
Hai
Ho tumko mujhse pyaar hai
Na na na
Na na na
Na na na
Na na na
O baagon mein bahaar hai
Chhodo hato
Jaao pakdo na baiya
Aaun na main teri baaton mein saiya
Chhodo hato
Jaao pakdo na baiya
Aaun na main teri baaton mein saiya
Tumne kaha hai dekho
Dekho mujhe saiya
Bolo tumko ikraar hai
Haan hai
Phir bhi inkaar hai
Haan hai
Ho tumko mujhse pyaar hai
Na na na
Na na na
Na na na
Na na na
O baagon mein bahaar hai
Tumne kaha tha main sau dukh sahungi
Chhupke piya tere man mein rahungi
Tumne kaha tha main sau dukh sahungi
Chhupke piya tere man mein rahungi
Main sab kahungi lekin vo na kahungi
Tumko jiska intzaar hai
Hai
Phir bhi takraar hai
Hai
O tumko mujhse pyaar hai
Na na na
Na na na
Na na na
Na na na
O baagon mein bahaar hai
Achchha chalo
Chhedo aage kahaani
Hoti hai kya bolo pyaar ki nishaani
Achchha chalo
Chhedo aage kahaani
Hoti hai kya bolo pyaar ki nishaani
Bechain rahti hai prem deevaani
Bolo kya dil bekraar hai
Hai
Mujhpe aitbaar hai
Haan hai
Jeena dushvaar hai
Hai hai
Aaj somvaar hai
Are baaba hai
Tumko mujhse pyaar hai
Hai
Na na na na na
| Movie | Aradhana |
| Singer | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi |
| Director | Shakti Samanta |
| Music Composer | Sachin Dev Burman |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Sujit Kumar, Farida Jalal, Subhash Ghai, Madan Puri, Asit Sen, Phari Sanyal, Anita Dutt, Abhi Bhattacharya, Manmohan, Dulari, Uma Dutt, Lalita Kumari, C S Dube, Subroto Mahapatra, Ashok Kumar, Master Shahid, Birbal, Ram Avt |

