Badee Mushkil Se Dil Kee Bekaraaree Ko Lyrics | Naghma -1953 | Shamshad Begum | Naushad

(Badee mushkil se dil kee bekaraaree ko karaar aaya
Badee mushkil se -2 dil kee bekaraaree ko karaar aaya
Ke jis jaalim ne tadpaaya, uss hee par mujhako pyaar aaya
Badee mushkil se -2 dil kee bekaraaree ko karaar aaya
Badee mushkil se…..

Irade chhutane waale na armaan tutane waale – (2)
Mujhe tujh par yakin hai aye mera dil lutane waale – (2)
Mujhe meree muhabbat -2 ka na abb tak aitabaar aaya
Badee mushkil se -2 dil kee bekaraaree ko karaar aaya
Badee mushkil se

Muhabbat raaj hai yeh raaj baaton me na khul jaaye – (2)
Bahot roka, bahot chaaha, na lab par dil kee baat aaye – (2)
Magar phir bhee tumhaara -2 naam, lab par baar baar aaya

MovieNaghma -1953
SingerShamshad Begum
Music ComposerNaushad

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *