Badan Juda Hote Hain Lyrics | Koyla | Kumar Sanu, Preeti Uttam Singh | Rajesh Roshan

Badan juda hote hain, dil toh juda nahee hote
Kaise juda karenge, log khuda nahee hote
(Pyar ke aage parbat kya hai
Ambar bhee jhukta hai, pyar nahee rukta hai – (2)) – (2)
Pyar nahee rukta hai

Pyar masiha sab se bada hai, lakh dava kee ek dava hai
Puree hokar hee rehatee hai – (2)
Pahaunche khuda tak yeh woh duwa hai
Badan juda hote hain, dil toh juda nahee hote
Kaise juda karenge, log khuda nahee hote
Pyar ke aage parbat kya hai
Ambar bhee jhukta hai, pyar nahee rukta hai – (2)
Pyar nahee rukta hai

Rehke pawan jagha pe bhee yeh, pyar toh pawan nahee rehta hai
Kichad wale ganga jal ko -2, jag ganga jal hee kehta hai
Badan juda hota hain, dil toh juda nahee hote
Kaise juda karenge, log khuda nahee hote
Pyar ke aage parbat kya hai
Ambar bhee jhukta hai, pyar nahee rukta hai – (2)
Pyar nahee rukta hai – (3)

MovieKoyla
SingerKumar Sanu, Preeti Uttam Singh
Music ComposerRajesh Roshan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *