Bach Ke Balam Kahaan Jaaoge Lyrics | Naya Andaz | Shamshad Begum | O P Nayyar

Bach Ke Balam Kahaan Jaaoge Lyrics | Naya Andaz | Shamshad Begum | O P Nayyar

Bach ke balam kahaa jaaoge
Bach ke balam kahaa jaaoge
Hume tum pichhe pichhe paaoge
Bach ke balam kahaa jaaoge
Bach ke balam kahaa jaaoge

Aaj to saiyaa mora zamaanaa
Jaaye na khaali meraa nishana
Aaj to saiyaa mora zamaanaa
Jaaye na khaali meraa nishana
Maarungi tirchhi najariyaa
Chhodun na tohe saanvariya
Bach ke balam kahaa jaaoge
Bach ke balam kahaa jaaoge
Hume tum pichhe pichhe paaoge
Bach ke balam kahaa jaaoge
Bach ke balam kahaa jaaoge

Preet ka kajraa nain me dole
Man me jawaani khaaye hichkole
Preet ka kajraa nain me dole
Man me jawaani khaaye hichkole
Thahre na sir pe chunariyaa
Chhodun na tohe saanvariya
Bach ke balam kahaa jaaoge
Bach ke balam kahaa jaaoge
Hume tum pichhe pichhe paaoge
Bach ke balam kahaa jaaoge
Bach ke balam kahaa jaaoge

Jaaoge kaise mod ke baiyaa
Tum se ladungi aaj mai saiyaa
Jaaoge kaise mod ke baiyaa
Tum se ladungi aaj mai saiyaa
Dekhegi sagri bajariya
Chhodun na tohe saanvariya
Bach ke balam kahaa jaaoge
Bach ke balam kahaa jaaoge
Hume tum pichhe pichhe paaoge
Bach ke balam kahaa jaaoge
Bach ke balam kahaa jaaoge

MovieNaya Andaz
SingerShamshad Begum
DirectorK Amarnath
Music ComposerO P Nayyar
LyricistJan Nisar Akhtar
Star CastKishore Kumar, Meena Kumari, Gope, Pran, Kumkum, Murad, Jayant

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *