Hum they kahaan naa, yaad kar
Phir se mujhey izaad kar
Khol de naa mujhey, azaad kar..
Hum they kahaan naa, yaad kar
Hum they kahaan naa, yaad kar
Phir se mujhey izaad kar
Hum they kahaan naa, yaad kar
Phir se mujhey izaad kar
Khol de naa mujhey, azaad kar
Azaad kar..
Har ekk tabaahi se
Saarey oojaalon se
Moojhko jooloshon kii
Saari mashalon se..
Saari hakikat se
Saari kamaalon se
Moojhko yakeen se tu
Saarey sawaalon se..
Azaad kar, azaad kar..
Naa tu hookam denaa
Naa mujhsey kar fariyaad
Moojhko goonaaho se
Maafi se kar azaad..
Saari hakikat se
Saari kamaalon se
Moojhko yakeen se tu
Saarey sawaalon se..
Azaad kar..
Azaad kar..
Azaad kar…
Hum they kahan naa, yaad kar
Phir se mujhey ijaad kar
Khol de naa mujhey, azaad kar
Khol de na mujhey, azaad kar
Azaad kar..
| Movie | Daas Dev |
| Singer | Swanand Kirkire |
| Music Composer | Anupama Raag |
| Lyricist | Gaurav Solanki |
| Star Cast | Rahul Bhat, Richa Chadda |
| Label | Zee Music Company |

