Aye Mere Mehboob Meri Zindagi, Tu Agar Sath Hai To Lyrics | Salma | Shabbir Kumar, Salma Agha | Bappi Lahiri

Aye Mere Mehboob Meri Zindagi, Tu Agar Sath Hai To Lyrics | Salma | Shabbir Kumar, Salma Agha | Bappi Lahiri

Aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub meri zindagi
Tu ager sath hai to dunia meri aye mere mehbub meri zindagi
Aye mere mehbub meri zindagi sath hai tu fir bhi kyu darta hai dil
Aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub

Hai ye daulat ke samaroh ka samma
Rishto ke dushman riwazo ka jaha ho oo
Ishq ke aage hai kya sahadat or takht
Ye ishq sachayi hai jhutha hai samma dur hai dunia se dunia pyar ki
Aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub meri zindagi
Aye mere mehbub dar hai ye dil ko katkta chhod ke
Tum chale jao na tanha chhoad ke tujhko pane ki tamnna chhod ana
Isse behtar ki jina chhoad du tere bin hai zindagi kya zindagi
Aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub meri zindagi
Aye mere mehbub

Pyar dulhan ki nazar jhukati hui pyar hai masum baccho ki hansi
Pyar ke nagame hawa gane lagi mujh me kaise bekhudi chhane lagi
Pyar hai ya koi hai jadugari aye mere mehbub meri zindagi
Aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub

MovieSalma
SingerShabbir Kumar, Salma Agha
DirectorRamanand Sagar
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistHasan Kamaal
Star CastRaj Babbar, Salma Agha, Farooq Sheikh, Shoma Anand, Paintal, Pradeep Kumar, Sujit Kumar, Sushma Seth, Prema Narayan, Iftekhar, Chandrashekhar, Madhu Malini, Jugnu, Jagdish Raj, Paro, Shakeel, Raj Rani, Seema, Tun Tun, Sunil Nayyar, Dilip Sood

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *