(Aye habiba khusnasiba – 2
Yar ke dil ke karib aa allah allah allah
Maula maula maula) – (2)
Aye habiba
(Aayi hai lekar bholi hasina
Husn ka sauda dil ka nagina) – (2)
Chal me jadu masti najar me
Dard mohabbat iske jigar me
Aye marhaba
Aye habiba khusnasiba – 2
Yar ke dil ke karib aa allah allah allah
Maula maula maula
Aye habiba
(Raat sharabi baat shrabi
Dil ke sabhi jajbat shrabi) – (2)
Tu bhi khushi se jhum le pyare
Bahke labo ko chum le pyare
Aye marhaba
Aye habiba khusnasiba – 2
Yar ke dil ke karib aa allah allah allah
Maula maula maula
Aye habiba
(Kahta hai apna machla hua dil
Bhole sitamgar bachana hai muskil) – (2)
Ab to sanam kuch kar ke uthenge
Ya tere dar se marke uthenge
Alla ba khair
| Movie | Vachan (1974) |
| Singer | Kishore Kumar |
| Music Composer | Shankar-Jaikishan |
| Lyricist | Kiran Kalyani |