Awaaz Do Apne Dil Ko Azaadiyan Haasil Ho Lyrics | F.A.L.T.U. | Jigar Saraiya | Sachin Jigar

Awaaz Do Apne Dil Ko Azaadiyan Haasil Ho Lyrics | F.A.L.T.U. | Jigar Saraiya | Sachin Jigar

Kab tak yeh duniya aankho ko meeche
Soti rahegi takiye ke neeche
Zubaan pe taale rakhenge kab tak
Khunti se khaab bandhe rahenge kab tak
Awaaz do apne dil ko
Azaadiya haasil ho
Awaaz do apne dil ko
Azaadiya haasil ho

Jin kadmo me ho chalta junun
Roke ruke woh kaha
Jin baaho ko thaame yakeen
Thame use yeh jahaan
Yeh jahaan
Jin kadmo me ho chalta junun
Roke ruke woh kaha
Jin baaho ko thaame yakeen
Thaame usse yeh jahaan
Ud jaane do
Beh jaane do
Khudi ko do parwaz woh
Khuda ke dil ko choo le jo
Awaaz do apne dil ko
Azaadiya haasil ho
Awaaz do apne dil ko
Azaadiya haasil ho

MovieF.A.L.T.U.
SingerJigar Saraiya
DirectorRemo D
Music ComposerSachin Jigar
LyricistSameer
Star CastJackky Bhagnani, Pooja Gupta, Akshay Kumar, Riteish Deshmukh, R Madhavan, Angad Bedi, Chandan Roy Sanyal, Amitabh Bachchan, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor, Salman Khan, Sushmita Sen, Mallika Sherawat, Akbar Khan, Arshad Warsi, Akshay Kumar, Saahil Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *