Apni Mohabat Kabhi Kam Na Ho Lyrics | Aaja Sanam | Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas | Arun Paudwal

(Apni mohabat kabhi kam na ho
Chahe jaha bhi sanam tum raho) – (2)
Apni wafa sach hai agar
Milke rahenge sanam

Apni mohabbat kabhi kam na ho
Chahe jaha bhi sanam tum raho
Apni wafa sach hai agar
Milke rahenge sanam
Aaja sanam aaja – 2

(Hum hai yaha tum ho waha
Dil to mile hai magar
Rutha hai rab gum hai yahi
Kismat ne badli nazar) – (2)
Hamara milan hoga sada
Sanso me jab tak hai dam
Apni mohabbat kabhi kam na ho
Chahe jaha bhi sanam tum raho
Apni wafa sach hai agar
Milke rahenge sanam
Aaja sanam aaja – 2

(Hum kyu dare dunia ne jo
Pahre bhithaye yaha
Roke kadam dilwalo ke
Janjir aisi kaha) – (2)
Takrayenge dunia se hum
Ab na sahenge sitam
Apni mohabbat kabhi kam na ho
Chahe jaha bhi sanam tum raho
Apni wafa sach hai agar
Milke rahenge sanam
Aaja sanam aaja – 4

MovieAaja Sanam
SingerAnuradha Paudwal, Pankaj Udhas
Music ComposerArun Paudwal
LyricistFaaiz Anwar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *