Anand Mangal Karu Aarti Jai Gayatri Mata Lyrics | Gayatri Mahima | Mukesh | Chitragupt

Anand Mangal Karu Aarti Jai Gayatri Mata Lyrics | Gayatri Mahima | Mukesh | Chitragupt

Anand mangal karu aarti jai gaytri mata
Anand mangal karu aarti jai gaytri mata
Charo vedo ki janni tu mahamantar ki data
Charo vedo ki janni tu mahamantar ki data
Anand mangal karu aarti jai gaytri mata

Teri mahima hai nirali tu sabki kare rakhwali
Teri mahima hai nirali tu sabki kare rakhwali
Bhule bhatke logo ko tu sanmarg dikhane wali
Gyan ki devi tu hai mata
Gyan ki devi tu hai mata
Sabki bhagya vidhata
Anand mangal karu aarti jai gaytri mata
Anand mangal karu aarti jai gaytri mata

Hai teri anupam maya jiska koi par na paya
Hai teri anupam maya jiska koi par na paya
Hai koti koti suryo ka
Tujhme adbut tej samaya
Tere tej ki ek kiran se
Tere tej ki ek kiran se
Man ujjawal ho jata
Anand mangal karu aarti jai gaytri mata

MovieGayatri Mahima
SingerMukesh
DirectorH J Bhatt
Music ComposerChitragupt
LyricistAnjaan
Star CastAshish Kumar, Jaya Kaushalaya, Bharat Bhushan, Chandra Shekhar, Padma Khanna, Sapru, Tun Tun, Jayashree Gadkar, Abhi Bhattacharya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *