Akeli Na Bazaar Jaya Karo Lyrics  | Major Saab | Amitabh Bachchan, Ajay Devgn | Udit Narayan | Anand Raj Anand

Akeli Na Bazaar Jaya Karo Lyrics | Major Saab | Amitabh Bachchan, Ajay Devgn | Udit Narayan | Anand Raj Anand

Akeli na bazaar jaya karo
Nazar lag jayegi
Sabaki nazar mein na aaya karo
Nazar lag jayegi
Akeli na bazaar jaya karo
Nazar lag jayegi
Sabaki nazar mein na aaya karo
Nazar lag jayegi
Samjho zara baat meri janab
Bajaria mein sabaki najaria kharab
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi
Akeli na bazaar jaya karo
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi

Tum aaina jo dekho
Woh bhi sambhal ke dekho
Tum aaina jo dekho
Woh bhi sambhal ke dekho
Chanchal sa man tumhara
Na faasle tumhi ko
Chanchal sa man tumhara
Na faasle tumhi ko
Darpan se khudako bachaya karo
Nazar lag jayegi
Akeli na bazaar jaya karo
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi

O patjhad ho ya ho sawan
Ho basant ya bahaar
Patjhad ho ya ho sawan
Ho basant ya bahaar
Tere roop ka nazara
De ta mujhe qarar
Tere roop ka nazara
De ta mujhe qarar
Na jhatka ke zulfein phiraya karo
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi
Akeli na bazaar jaya karo
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi

Maine tumse ye kaha tha
Mujhe saath le ke chalna
Maine tumse ye kaha tha
Mujhe saath le ke chalna
Tumne bhi yahi bola
Haan saath hi hai chalna
Tumne bhi yahi bola
Haan saath hi hai chalna
Waada kiya to nibhaya karo
Baat ban jayegi
Baat ban jayegi
Akeli na bazaar jaya karo
Nazar lag jayegi
Sabaki nazar mein na aaya karo
Nazar lag jayegi
Deewana karoogi duniya ko tum
Agar baat meri na manoogi tum
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi
Nazar lag jayegi.

 

MovieMajor Saab
SingerUdit Narayan
DirectorTinnu Anand
Music ComposerAnand Raj Anand
LyricistAnand Raj Anand
Star CastAmitabh Bachchan, Ajay Devgn, Sonali Bendre, Nafisa Ali, Mohan Joshi, Ashish Vidyarthi, Shahbaaz Khan, Navin Nischol, Mushtaq Khan, Rakhee Malhotra, Dinesh Hingoo, Vikas Anand, Manish Garg
LabelT-series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *