Aji Pyar Se Muh Na Modna Lyrics | Bachke Rehna | Sulochana Kadam, Chitalkar Ramchandra | Anna Saheb

Aji pyaar se muh naa modna thode hai din bahar ke
Mil gai do jwaaniya khel ke rut gulzaar ke
Khel khel mein hota hai kachumbar dil ka
Sar ko paaw bana deta hai chakkar dil ka
Aji hum to teri gali mein jaaye log nikal maar ke

Mil gai do jwaaniya khel ke rut gulzaar ke
Aji pyaar se muh naa modna thode hai din bahar ke
Mil gai do jwaaniya khel ke rut gulzaar ke

Naam unka hua jo pyaar me badnaam hua
Kaam unka bana fir pahle jo nakaam hua
Rone hi wale haste hai ye hi dhang hai pyaar ke
Mil gai do jwaaniya khel ke rut gulzaar ke
Aji pyaar se muh naa modna thode hai din bahar ke
Mil gai do jwaaniya khel ke rut gulzaar ke

Aji ek din lohar ka baaki to hai sunaar ke
Mil gai do jwaaniya khel ke rut gulzaar ke

MovieBachke Rehna
SingerSulochana Kadam, Chitalkar Ramchandra
Music ComposerAnna Saheb
LyricistEhsan Rizvi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *