Ailaan Lyrics | Arko

Ailaan Lyrics | Arko

Aaj is lamha karta hoon vaada
Tera khyaal main rakhunga khud se jyada
Ab se har lamha pehla irada
Teri muskaan ki hifazat sabse jyaza

Mere mehboob ka kazid aaya hai
Uska farmaan padhta hoon

Main yeh ailaan karta hoon
Yeh ailaan karta hoon
Main tujhpe marta hoon
Tujhpe marta hoon
Ikk tere hi daras ka
Intezaar karta hoon

Is ishq ka koi rang nahi
Koi mol nahi, koi jung nahi
Iqraar nahi, izhaar nahi
Khuddaar hai bas bezaar nahi
Rab ka tu noor hai
Tera sach na main
Sareaam karta hoon

Main yeh ailaan karta hoon
Yeh ailaan karta hoon
Main tujhpe marta hoon
Tujhpe marta hoon
Main yeh ailaan karta hoon
Yeh ailaan karta hoon

Main tujhpe marta hoon
Main tujhpe marta hoon
Ikk tere hi daras ka
Intezaar karta hoon
Ikk tere hi daras ka
Intezaar karta hoon.

SingerArko
Music ComposerArko
LyricistArko
Star CastTamanna Sharma, Eklavya Sood
LabelTimes Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *