Ae Dil Unko Yaad Na Karna Lyrics | Bazaar | Lata Mangeshkar | Shyam Sundar

Ae Dil Unko Yaad Na Karna Lyrics | Bazaar | Lata Mangeshkar | Shyam Sundar

Bhulne wale ye dunia
Teri aabad rahe
Humne bhi pyar kiya tha
Ye unhe yad rahe
Aye dil unko yad na karna
Lut jana fariyad na karna
Aye dil unko yad

Dil se ye aawaz aati hai
Dil se ye aawaz aati hai
Yad kisi ki tadpati hai
Yad kisi ki tadpati hai
Dil kahta hai yad kiye ja
Mai kahti hu yad na karna
Lut jana fariyad na karna
Aye dil unko yad

Jaha rahe aabad rahe wo
Jaha rahe aabad rahe wo
Roti rahu mai shad rahe wo
Roti rahu mai shad rahe wo
O sansar basane wale
Mera ghar aabad na karna
Lut jana fariyad na karna
Aye dil unko yad na karna

MovieBazaar
SingerLata Mangeshkar
DirectorK Amarnath
Music ComposerShyam Sundar
LyricistQamar Jalalabadi
Star CastShyam, Nigar Sultana, Gope, Amir Bano, Misra, Cuckoo, Badri Prasad

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *