Ae Dil Dekhe Hai Humne Lyrics  | Shriman Satyawadi | Raj Kapoor, Shakeela | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Dattaram Wadkar

Ae Dil Dekhe Hai Humne Lyrics | Shriman Satyawadi | Raj Kapoor, Shakeela | Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Dattaram Wadkar

Aye dil dekhe hai hamne
Bade bade sangdil
Manzil mili jo hamko
Badal gayi mehfil
Aye dil dekhe hai hamne
Bade bade sangdil
Manzil mili jo hamko
Badal gayi mehfil
Aye dil

Kitni azab hai dekho dunia begani
Kitni azab hai dekho dunia begani
Pathar ko heera bole dunia diwani
Kitni azab hai dekho
Sacha kabhi na hara
Chamka jami ka tara
Sunlo ye kahna mera
Sacha kabhi na hara
Chamka jami ka tara
Sunlo ye kahna mera
Aye dil dekhe hai hamne
Bade bade sangdil
Manzil mili jo hamko
Badal gayi mehfil
Aye dil

Dil ki najar se dekho
Apno ko jano
Dil ki najar se dekho
Apno ko jano
Gairo ki bate chodo
Khud ko pahchano
Dil ki nazar se dekho
Dil me samana sikho
Sapno me aana sikho
Apna banana sikho
Dil me samana sikho
Sapno me aana sikho
Apna banana sikho
Aye dil dekhe hai hamne
Bade bade sangdil
Manzil mili jo hamko
Badal gayi mehfil
Aye dil dekhe hai hamne
Bade bade sangdil
Manzil mili jo hamko
Badal gayi mehfil
Aye dil.

MovieShriman Satyawadi
SingerMukesh Chand Mathur (Mukesh)
DirectorS.M. Abbas
Music ComposerDattaram Wadkar
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastRaj Kapoor, Shakeela, Mehmood, Raja Nene, Nasir Husain
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *