Achha Hi Hua Dil Toot Gaya (Male) Lyrics | Maa Bahen Aur Biwi | Mohammed Rafi | Sharda

Achha Hi Hua Dil Toot Gaya (Male) Lyrics | Maa Bahen Aur Biwi | Mohammed Rafi | Sharda

Acha hi hua dil tut gaya
Acha hi hua dil tut gaya
Acha hi kiya jo tune kiya
Lunga na kabhi ab naam-e-wafa
Acha hi hua dil tut gaya
Acha hi kiya jo tune kiya
Lunga na kabhi ab naam-e-wafa
Acha hi hua dil tut gaya

Tha jinka rup nigaho me
Wo hai gairo ki baho me
Tha jinka rup nigaho me
Wo hai gairo ki baho me
Kis baat ka badla mujhse liya
Haye mujhse liya
Acha hi hua dil tut gaya
Acha hi kiya jo tune kiya
Lunga na kabhi ab naam-e-wafa
Acha hi hua dil tut gaya

Nakli the phul mohabbat ke
Jhuthe the wade ulfat ke
Nakli the phul mohabbat ke
Jhuthe the wade ulfat ke
Har bandhan se mai chut gaya
Haye chut gaya
Acha hi hua dil tut gaya
Acha hi kiya jo tune kiya
Lunga na kabhi ab naam-e-wafa
Acha hi hua dil tut gaya

Dil me to socha kya kya tha
Tera pyar to ret ka dariya tha
Dil me to socha kya kya tha
Tera pyar to ret ka dariya tha
Na tair saka na dub saka
Na dub saka
Acha hi hua dil tut gaya
Acha hi kiya jo tune kiya
Lunga na kabhi ab naam-e-wafa
Acha hi hua dil tut gaya
Acha hi kiya jo tune kiya
Lunga na kabhi ab naam-e-wafa
Acha hi hua dil tut gaya

MovieMaa Bahen Aur Biwi
SingerMohammed Rafi
DirectorHarbans Kumar
Music ComposerSharda
LyricistQamar Jalalabadi, Vedpal Sharma
Star CastKabir Bedi, Prema Narayan, Raj Kishore, Tabassum, David, Jankidas, Tun Tun

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *