Abhi To Haath Me Jaam Hai, Tauba Kitna Kaam Hai Lyrics | Seeta Aur Geeta | Manna Dey | R D Burman

Abhi To Haath Me Jaam Hai, Tauba Kitna Kaam Hai Lyrics | Seeta Aur Geeta | Manna Dey | R D Burman

Abhi to haath me jaam hai
Tauba kitna kaam hai
Abhi to haath me jaam hai
Tauba kitna kaam hai
Kabhi mili fursat to
Bhai dekha jayega
Duniya ke baare me socha jayega
Abhi to haath me jaam hai

Jeene se pahele kaun mare
Fikar subah ki kaun kare
Jeene se pahele kaun mare
Fikar subah ki kaun kare
Ghum ki raat se kaun dare
Abhi suhani shyam hai
Abhi suhani shyam hai
Tauba kitna kaam hai
Kabhi mili fursat to bhai dekha jayega
Duniya ke baare me socha jayega
Abhi to haath me jaam hai

Thaka hua tha main jara
Jara sa sach me jhuth bhara
Thaka hua tha main jara
Jara sa sach me jhuth bhara
Utha ke botal ghoot bhara
To ab jara aaram hai
To ab jara aaram hai
Tauba kitna kaam hai
Kabhi mili fursat to bhai dekha jayega
Are duniya ke baare me socha jaayega

MovieSeeta Aur Geeta
SingerManna Dey
DirectorRamesh Sippy
Music ComposerR D Burman
LyricistAnand Bakshi
Star CastDharmendra, Hema Malini, Sanjeev Kumar, Asrani, Asit Sen, Roopesh Kumar, Manorama, Satyen Kappu, Pratima Devi, Daisy Irani, Honey Irani, Abhi Bhattacharya, Kamal Kapoor, Dulari, Shetty, Master Ravi, Ratna Mala, Radhika, Dev Kishan, Keshav Rana, Darshan, A

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *