Laadli Lyrics | Dulhaniya Le Aaeegi | Pratibha Singh Baghel

Laadli Lyrics | Dulhaniya Le Aaeegi | Pratibha Singh Baghel

Aaankhein Ud Jaana Saave
Jag Ka Jaane Kaisa Bair
Tak Rahegi Munder
Ab Toh Pal Do Pal Ki Der

Paalna Jhulaaya Tha
Kaandhe Pe Bithaaya Tha
Sapno Ko Tune Par Lagaaya Tha

Mele Mein Ghumaaya Tha
Bahaane Se Khilaaya Tha
Kitne Mausam Laad Ladaaya Tha

Kehte The Na Baba
Betiyaan Kabhi Parayi Na Hoti
Dil Mein Rehti Hai Juda Nahi Hoti

Laadli O Laadli Tera Ye
Laadli O Laadli Tera Hai Ye Ghar
Tera Hi Rahega Ye Sada

Aaankhein Ud Jaana Saave
Jag Ka Jaane Kaisa Bair
Tak Rahegi Munder
Ab Toh Pal Do Pal Ki Der

Phoolon Sa Savaara Tha
Mujh Pe Hi Sab Vaara Tha
Aasmaan Ka Tere Main Sitaara Tha

Yun Gale Lagaaya Tha
Dil Mera Bhar Aaya Tha
Jeene Ka Saleeka Sikhlaaya Tha

Kehte The Na Baba
Betiyaan Kabhi Parayi Na Hoti
Dil Mein Rehti Hai Juda Nahi Hoti

Laadli O Laadli Tera Ye
Laadli O Laadli Tera Hai Ye Ghar
Tera Hi Rahega Ye Sada
Ho Tera Hi Rahega Ye Sada

MovieDulhaniya Le Aaeegi
SingerPratibha Singh Baghel
DirectorAkashaditya Lama
Music ComposerAbhishek Ray
LyricistDivyesh Mugra
Star CastKhushali Kumar, Mahesh Manjrekar, Piyush Mishra
LabelAleo Music India

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *