Abb Toh Bina Tumhare Muhabbat Ke Vatan Me Lyrics | Dilwale Kabhi Na Hare | Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Abb Toh Bina Tumhare Muhabbat Ke Vatan Me Lyrics | Dilwale Kabhi Na Hare | Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Ab to bina tumhare mohabbat ke vatan me
Ab to bina tumhare mohabbat ke vatan me
Ya ashq barsate hain ya phir aag savan me
Ab to bina tumhare mohabbat ke vatan me

Tum se bichhad ke dard ke ghero me aa gaye
Ham roshani se dur andhero me aa gaye
Ham roshani se dur andhero me aa gaye
Ab ja ke farq jana judayi me milan me
Ab to bina tumhare mohabbat ke vatan me

Dushman bane hai aap hi apni khushi ke ham
Dushman bane hai aap hi apni khushi ke ham
Ai dost bin tumhare bhi dekhenge jee ke ham
Ai dost bin tumhare bhi dekhenge jee ke ham
Khud aag laga baithe hain ham apne chaman me
Ab to bina tumhare mohabbat ke vatan me
Ya ashq barsate hain ya phir aag savan me
Ab to bina tumhare mohabbat ke vatan me
Ya ashq barsate hain ya phir aag savan me
Ab to bina tumhare mohabbat ke vatan me
Ya ashq barsate hain ya phir aag savan me
Ab to bina tumhare mohabbat ke vatan me
Ab to bina tumhare mohabbat ke vatan me

MovieDilwale Kabhi Na Hare
SingerKumar Sanu
DirectorV Menon
Music ComposerNadeem Shravan
LyricistMahendra Dehlvi
Star CastRahul Roy, Prithvi, Nagma, Pankaj Berry, Varsha Usgaonkar, Satish Shah, Rakesh Bedi, Gajendra Chauhan, Guddi Maruti, Dinesh Anand, Sri Prada, Coca Cola, Prashant

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *