Ab Dil Me Hai Barbad Tamanna Ke Siva Kya Lyrics | Mehandi | Munawar Sultana | Ghulam Haider

Ab Dil Me Hai Barbad Tamanna Ke Siva Kya Lyrics | Mehandi | Munawar Sultana | Ghulam Haider

Ab dil me hai
Barbad tamanna ke siva kya
Jab tum na rahe phir
Meri duniya me raha kya
Meri duniya me raha kya
Ya rab mere arman ka chaman kisne ujada
Ye lut li kisne meri ummid ki duniya
Ye baithe bithaye mere allah hua kya
Jab tum na rahe phir
Meri duniya me raha kya
Meri duniya me raha kya

Aasu bhari aankho ko uthaya nahi jata
Wo dekh rahi hu
Wo dekh rahi hu ki jo dekha nahi jata
Ab dekhna hai aur dikhata hai khuda kya
Jab tum na rahe phir
Meri duniya me raha kya
Meri duniya me raha kya

Hamne tumhe puja hai mohabbat ke bahane
Jab hamse mohabbat na nibhai gayi tumse
Hamne tumhe puja hai mohabbat ke bahane
Jab hamse mohabbat
Jab hamse mohabbat na nibhai gayi tumse
Gairo se nibhaoge bhala aye bewafa kya
Jab tum na rahe phir
Meri duniya me raha kya
Meri duniya me raha kya

MovieMehandi
SingerMunawar Sultana
Music ComposerGhulam Haider
LyricistSagar Nizami
Star CastKaran Dewan, Nargis, Begum Para, Murad, Jillo, Jani Babu, Anwari, Pratima Devi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *