Aayee Ajal Ai Jindagee Lyrics | Elaan (1947) | Amirbai Karnataki | Naushad

Ha
Aayee ajal ai jindagee, gam ka jamana tal gaya
Abb kya girengee bijaliya, jab aashiya hee jal gaya

Aa o shabe gam aaye ja, sare jahan par chhaye ja
Abb tu hee tu rah jayegee, abb kal na haragij aayegee
Woh din jo dushman tha teraa, woh jindagee ka din meraa
Woh din hamesha ke liye, han din wahee din bhar gaya

Gam ka jamana tal gaya

Iss umra ka awwalapana, iss umra ka aakirapana
Ek jhuth ka darbar hai, batilapana jahilapana
Yeh jindagee kuchh bhee nahee – (2)
Natak ka jhutha khel hai, jab tak chala so chal gaya

Gam ka jamana tal gaya

Ha
Aayee ajal aayee jindagee, gam ka jamana tal gaya
Abb kya girengee bijaliya, jab aashiya hee jal gaya

MovieElaan (1947)
SingerAmirbai Karnataki
Music ComposerNaushad

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *