Aaye Na Aisa Waqt Lyrics | Mera Damad | Anuradha Paudwal | Babul Bose

Aaye Na Aisa Waqt Lyrics | Mera Damad | Anuradha Paudwal | Babul Bose

Aaye na aisa waqt kisi pe yaha kabhi
Aaye na aisa waqt kisi pe yaha kabhi
Chaha jise wo mujhko samjhta hai ajnabi
Aaye na aisa waqt kisi pe yaha kabhi

Mujhme samaye hai jo meri jaan ki tarah
Wo ghar mere aaye hai mehmaan ki tarah
Mujhme samaye hai jo meri jaan ki tarah
Wo ghar mere aaye hai mehmaan ki tarah
Kya khub mujhpe hai mukadar ne ki dillgi
Kya khub mujhpe hai mukadar ne ki dillgi
Chaha jise wo mujhko samjhta hai ajnabi
Aaye naa aisa waqt kisi pe yaha kabhi

Manjil hai mere saamne mujhko ye hai pta
Par sujhata nahi hai mujhe koi raasta
Manjil hai mere saamne mujhko ye hai pta
Par sujhata nahi hai mujhe koi raasta
Laayi hai aise mod pe mujhko ye jindagi
Laayi hai aise mod pe mujhko ye jindagi
Chaha jise wo mujhko samjhta hai ajnabi
Aaye naa aisa waqt kisi pe yaha kabhi

MovieMera Damad
SingerAnuradha Paudwal
Music ComposerBabul Bose
Star CastMaster Bhagwan, Utpal Dutt, Jankidas, Ashok Kumar, Farooq Sheikh, Zarina Wahab

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *