Aashik hai pagal hai
Kehne se darta hai
Aashik hai pagal hai
Kehne se darta hai
Aata nahi pyar jatana
Pyar ye kaise karta hai
Are mujhko sambhalo yaaro
Mujhko bacha lo yaro mai to gaya kaam se
Kaise mai batau use
Kya samajhau use mai to gaya kaam se
Diwana mujhe kehta hai sara zamana
Diwana mujhe kehta hai sara zamana
Aashik hu pagal hu
Kehne se darta hu
Ye sach hai phir bhi mai pyar kisi se karta hu
Rehti hai aankho me lekin meri baaho me aati nahi
Aati hai sapno me par vo dil ki raaho me aati nahi
Are badi majburi hai
Milna zaruri hai darta hu anjam se
Kaise mai batau use
Kya samajhau use mai to gaya kaam se
Diwana mujhe kehta hai sara zamana
Diwana mujhe kehta hai sara zamana
Aashik hu pagal hu
Kehne se darta hu
Ye sach hai phir bhi mai pyar kisi se karta hu
Ai poragi ikde ye
Kuthe chalali ikde ye
Nakhra tu su kare chhe
Bagicha ma chal marishe
O dil mera bole sath mere ho le
Jati hai bach ke kaha he
Ek din ye hona hai apna jadu us par bhi chal jayega
He dil mera kehta hai dil uska bhi ek din pighal jayega
Are mere khyalo me
Mere hi khwabo me rehti hai aaram se
Kaise mai batau use
Kya samajhau use mai to gaya kaam se
Diwana mujhe kehta hai sara zamana
Diwana mujhe kehta hai sara zamana
Aashik hu pagal hu
Kehne se darta hu
Ye sach hai phir bhi mai pyar kisi se karta hu
Diwana mujhe kehta hai sara zamana
Diwana mujhe kehta hai sara zamana
| Movie | Kya Yehi Pyaar Hai |
| Singer | Sonu Nigam |
| Director | K Murali Mohan Rao |
| Music Composer | Sajid Wajid |
| Lyricist | Jaliis Rashid |
| Star Cast | Jackie Shroff, Aftab Shivdasani, Amisha Patel, Aashish Vidyarthi, Anupama Varma, Neena Kulkarni, Snehal Dhabi, Vrajesh Hirjee, Sarfaraz Khan, Atul Mathur |

