Aap Se Pehle Naa Aap Ke Baad Lyrics | Anokha Andaaz | Alka Yagnik | Nadeem Shravan

Aap Se Pehle Naa Aap Ke Baad Lyrics | Anokha Andaaz | Alka Yagnik | Nadeem Shravan

Aap se pahle na aap ke bad
Aap se pahle na aap ke bad
Na koi aaya na aayega
Aisa hasi koi dil pe sanam
Aisa hasi koi dil pe sanam
Na kabhi chaya na chayega
Aap se pahle na aap ke bad
Na koi aaya na aayega
Aisa hasi koi dil pe sanam
Na kabhi chaya na chayega

Madhosh hai sara jaha rangin hai shamo sahar
Madhosh hai sara jaha rangin hai shamo sahar
Tumse mili aise najar hone lage hum bekhabar
Kya kahe dilruba bekarari hai kya
Aap se pahle na aap ke bad
Aap se pahle na aap ke bad
Na koi aaya na aayega
Aisa hasi koi dil pe sanam
Aisa hasi koi dil pe sanam
Na kabhi chaya na chayega

Tum samne baithe raho dil ki yahi hai aarju
Tum samne baithe raho dil ki yahi hai aarju
Chehra koi bhaye hame sadiyo se thi ye justju
Jindagi kuch nahi hai tumhare siva
Aap se pahle na aap ke bad
Aap se pahle na aap ke bad
Na koi aaya na aayega
Aisa hasi koi dil pe sanam
Aisa hasi koi dil pe sanam
Na kabhi chaya na chayega
Aap se pahle na aap ke bad
Na koi aaya na aayega

MovieAnokha Andaaz
SingerAlka Yagnik
DirectorLawrence D
Music ComposerNadeem Shravan
LyricistSameer
Star CastAsrani, Bindu, Annu Kapoor, Kader Khan, Manisha Koirala, Tej Sapru, Dalip Tahil

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *