Aap Ke Dil Ne Hume Awaaz Di Lyrics | Tum Yaad Aaye (Jagjit Singh) | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Aap Ke Dil Ne Hume Awaaz Di Lyrics | Tum Yaad Aaye (Jagjit Singh) | Jagjit Singh | Jagjit Singh

??aapke dil ne hume aawaz di hum aa gaye
Aapke dil ne hume aawaz di hum aa gaye
Humko le aai mohabbat aapki hum aa gaye
Aapke dil ne hume aawaz di hum aa gaye

Apne aane ka sabab hum kya bataein aapko
Apne aane ka sabab hum kya bataein aapko
Baithe baithe yaad aai aapki hum aa gaye
Baithe baithe yaad aai aapki hum aa gaye

Hum hain dil wale bhala humpar kisi ka zor kya
Hum hain dil wale bhala humpar kisi ka zor kya
Jayenge apni khushi apni khushi hum aa gaye
Jaenge apni khushi apni khushi hum aa gaye
Humko le aai mohabbat aapki hum aa gaye
Aapke dil ne hume aawaz di hum aa gaye

Kahiye ab kya hai charaghon ki zarurat aapko
Kahiye ab kya hai charaghon ki zarurat aapko
Leke aankhon mein wafa ki roshni hum aa gaye
Leke aankhon mein wafa ki roshni hum aa gaye
Humko le aai mohabbat aapki hum aa gaye
Aapke dil ne hume aawaz di hum aa gaye
Aa gaye hum ham
Aa gaye hum
Aa gaye

MovieTum Yaad Aaye (Jagjit Singh)
SingerJagjit Singh
Music ComposerJagjit Singh
LyricistPayam Sayeedi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *