Aap ka makan bahut achha hai nahi
Is makan ka mehman bahut achha hai
Aap ka makan bahut achha hai nahi
Is makan ka mehman bahut achha hai
Mehman kaha hai bataiye mehman kaha hai bataiye
Aaine ke samne aa jaiye aap ka makan bahut achha hai
Nahi is makan ka mehman bahut achha hai
Mehman navazi ka shukariya
Humne to kuch bhi nahi kiya
Mehman navazi ka shukariya
Aji humne to kuch bhi nahi kiya
Aapka mijaj bahut achha hai
Nahi aapka andaz bahut achha hai
Andaz me kya hai bataiye
Andaz me kya hai bataiye
Aaine ke samne aa jaiye
Aap ka makan bahut achha hai
Nahi is makan ka mehman bahut achha hai
Mehman rahega yaha kitne din
Uska ji chahe utne din
O mehman rahega yaha kitne din
Aji uska ji chahe utne din
Aapka jawab bahut achha hai
Nahi dekha hai jo khwab bahut achha hai
Khwab me kya hai bataiye
Aji khwab me kya hai bataiye
Aaine ke samne aa jaiye
| Movie | Hum Pyar Tumhi Se Kar Baithe |
| Singer | Saurabh P Srivastav, Alka Yagnik |
| Music Composer | Ram Laxman |
| Lyricist | Israr Ansari |
| Star Cast | Jugal Hansraj, Sachin Khedekar, Tina Rana, Navni Parihar, Mushtaq Khan, Prithvi Zutshi, Jeet Upendra, Dinesh Hingoo, Anoop Soni, Charlie, Johny Fever, Viju Khote, Mona Parekh, Vishnu Sharma, Akash Karnataki, Sharmila, Parveen Bano, Raju Shrivastava |

