Aalam Gujarane Ko, Mausam Badalane Ko Lyrics | Kal Kissne Dekha | Suzanne D Mello, Sonu Nigam | Sajid Wajid

Aalam Gujarane Ko, Mausam Badalane Ko Lyrics | Kal Kissne Dekha | Suzanne D Mello, Sonu Nigam | Sajid Wajid

Aalam gujarne ko
Mausam badalne ko
Aalam gujarne ko
Mausam badalne ko
Ye dil sambhalne ko
Tere bin raazi nahi
Tere bin raazi nahi
Tere bin raazi nahi
Tere bin raazi nahi

Aisi waisi baaton se rutha nahi karte
Dil jab judte hain tuta nahi karte
Aisi waisi baaton se rutha nahi karte
Dil jab judte hain tuta nahi karte
Chhod ke ye daaman raaho mein chalne ko
Ye dil sambhalne ko
Tere bin raazi nahi
Tere bin raazi nahi
Tere bin raazi nahi
Tere bin raazi nahi

Din to gujarta hai
Raat na gujarti
Teri mithi mithi baaton ki baat na gujarti
Din to gujarta hai
Raat na gujarti
Teri mithi mithi baaton ki baat na gujarti
Teri kasam dilbar dhadkan dhadakne ko
Ye dil sambhalne ko
Tere bin raazi nahi
Tere bin raazi nahi
Tere bin raazi nahi
Tere bin raazi nahi

MovieKal Kissne Dekha
SingerSuzanne D Mello, Sonu Nigam
DirectorVivek Sharma
Music ComposerSajid Wajid
LyricistSameer
Star CastJackky Bhagnani, Vaishali Desai, Rishi Kapoor, Juhi Chawla, Sanjay Dutt, Riteish Deshmukh, Archana Puran Singh, Kunal Kumar, Nushrat Bharucha, Akshay Kapoor, Rachna Shah, Rahul Dev, Satish Shah, Dalip Tahil, Vishwajeet Pradhan, Shashi Kiran

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *