Aaj mohe
Aaj mohe saajan ghar jaana
Balam ghar jaana
Piya ke ghar jaana hai
Aaj mohe
Aaj mohe saajan ghar jaana
Balam ghar jaana,
Piya ke ghar jaana hai
Hiraday mein sajan ki aas hai
Nainon mein darashan ki pyas hai
Hiraday mein sajan ki aas hai
Nainon mein darashan ki pyas hai
Dono ki pyas hai bujhana
Balam ghar jaana
Piya ke ghar jaana hai
Aaj mohe saajan ghar jaana
Balam ghar jaana
Piya ke ghar jaana hai.
| Movie | Manjhdhar |
| Singer | Khursheed Bano |
| Director | Sohrab Modi |
| Music Composer | Anil Krishna Biswas, Ghulam Haider, Gyan Dutt |
| Lyricist | Shams Lakhnavi |
| Star Cast | Rafiq Ghazanavi, Surendra, Jr Khurshid |
| Label | Saregama |

