Aaj Mane Na Mora Jiya Lyrics | Badal | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Aaj mane aaj mane na mora jiya thumak thumak naache
Sawan ka mausam suhana ho sawan ka mausam suhana
Dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal
Laye khushi ka khazana ho sawan ka mausam suhana

Unka ana hua gam ka jana hua
Unka ana hua gam ka jana hua
Kaise baandhe nazar
Dil nishana hua dil nishana hua
Aaj mane aaj mane na mora jiya thumak thumak naache
Sawan ka mausam suhana ho sawan ka mausam suhana
Dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal
Laye khushi ka khazana ho sawan ka mausam suhana

Main yaha hu magar dil tere paas hai
Ho dil tere paas hai ho dil tere paas hai
Main yaha hu magar dil tere paas hai
Tu ho chahe jaha tu mere paas hai
Tu ho chahe jaha tu mere paas hai
Aaj mane aaj mane na mora jiya thumak thumak naache
Sawan ka mausam suhana ho sawan ka mausam suhana
Dekho aaye dekho aaye umang bhare rang bhare baadal
Laye khushi ka khazana ho sawan ka mausam suhana

Mere armaan ye ab nahi maante
Mere armaan ye ab nahi maante
Main hu unki magar
Wo nahi jaante wo nahi jaante
Aaj mane aaj mane na mora jiya thumak thumak naache
Sawan ka mausam suhana ho sawan ka mausam suhana
Dekho aayee dekho aaye umang bhare rang bhare baadal
Laye khushi ka khazana ho sawan ka mausam suhana

MovieBadal
SingerLata Mangeshkar
DirectorAmiya Chakraborty
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistShailendra
Star CastPremnath, Madhubala, Agha, Poornima, S Nasir, Hiralal, Krishnakant, Anand Pal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *