Aaj Ki Awaaz Jaag Ae Insaan Lyrics | Aaj Ki Awaaz | Mahendra Kapoor | Ravi

Aaj Ki Awaaz Jaag Ae Insaan Lyrics | Aaj Ki Awaaz | Mahendra Kapoor | Ravi

Aaj ki aawaz
Aaj ki aawaz jaag aye insan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki aawaz jaag aye insan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki aawaz

Jindagi kitni behifazat hai
Kal bhi aayega kya jamanat hai
Din paresan hai rat hai hairan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki aawaz

Dar ke saye me agar jawa hongi
Ye nayi nashle kal kaha hongi
Hosh me aa ja ab to aye nadan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki aawaz

Kya nagar hai ye kaisi basti hai
Yahan to mitti se jan sashti hai
Jindagi muskil maut hai asan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki aawaz

Dekh ghar aangan lut nahi jaye
Pyar ke rishte chut nahi jaye
Kal bachane ka aaj hi kar dhyan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki aawaz jag aye insan
Waqt kahta hai waqt ko pahchan
Aaj ki aawaz

MovieAaj Ki Awaaz
SingerMahendra Kapoor
DirectorRavi Chopra
Music ComposerRavi
LyricistHasan Kamaal
Star CastRaj Babbar, Smita Patil, Nana Patekar, Roshni, Dheeraj Kumar, Shafi Inamdaar, Om Shiv Puri, Vijay Arora, Aroon Bakshi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *